Sunday, December 30, 2012

Nirbhaya

Tujhse maafi nahin mangoonga
Kahin is dard ko dil bhool na jaye

Shok nahin manaunga
Kahin teri tadap dhundhali na pad jaye

Tere sangharsh ko salaam zaroor karunga
Par tere janaaze ka manzar nazar se utarne na doonga

No comments:

Post a Comment